A government of extremes…

Sonia kam bolti hain aur baaki sab kuch jyaada hi,

Manmohan ki umar ab jyaada lagti aur Rahul ki kam,

Prices are continuously soaring and allies’ trust is crashing,

There’s inflation in the economy, but a recession in credibility,

Congress is 54 short of majority, but behaves as if it’s 54 in excess,

Rs 1.76 lakh crore bahut kam hai, par Team Anna Hazare ke hazaron kuch jyaada hi,

2014 bahut door hai aur 2011 ko jhelna bahut hi mushkil!

© Sunil Rajguru

Tu mera Anna No. 1

OK, Team Anna is facing really tough times and the movement needs a theme song to pep it up.

Here’s one for Anna Hazare…

Please sing to the tune of Sona Kitna Sona Hai (Tu mera Hero No. 1) from the film Hero No. 1

Sona kitna sona hai, sone jaise tera jan andolan,
Sun zara sun kya kehti hai, krantikari desh ki dhadkan,

Tu mera tu mera tu mera tu mera tu mera Anna no.1,
Tu mera tu mera tu mera tu mera tu mera Anna no.1.

Anna tu mera Anna hai, Baba jaisa kaam na kar,
Usne jo bhi kaam kiya, bilkul waisa kaam na kar,

Gandhiji kehete hai anshan, achchha nahin ye netapan,
Tu mera tu mera tu mera tu mera tu mera Anna no.1,
Tu mera tu mera tu mera tu mera tu mera Anna no.1.

Sarkar main kitni sampatti hai, baahar kitni kadki hai,
Sarkar ne bedardi meri haalat kaisi kar di hai,
Oof sarkar main kitni sampatti hai, baahar kitni kadki hai,
Sarkar ne bedardi meri haalat kaisi kar di hai,
Lokpal ko sanwidhaan main basaale, tod le sab tu uljhan,
Tu mera tu mera tu mera tu mera tu mera Anna no.1,
Tu mera tu mera tu mera tu mera tu mera Anna no.1.

Sona kitna sona hai, sone jaise tera jan andolan,
Sun zara sun kya kehti hai, krantikari desh ki dhadkan,
Sona kitna sona hai, sone jaise tera jan andolan,
Sun zara sun kya kehti hai, krantikari desh ki dhadkan,
Tu mera tu mera tu mera tu mera tu mera Anna no.1,
Tu mera tu mera tu mera tu mera tu mera Anna no.1.

(Original Song: Sona kitna sona hai.
Film: Hero No. 1.
Year: 1997)

This Spoof by Sunil Rajguru