Ye tera scam, ye mera scam…

Please sing to the tune of Ye tera ghar, ye mera ghar from the Bollywood movie Saath Saath

Ye tera scam, ye mera scam, kisi ko baat-na ho agar,
To pahale aake dede mera share, uska share,
Ye tera scam, ye mera scam, ye scam bahut haseen hai,
Ye scam bahut haseen hai, ye scam bahut haseen hai.

Na CBI ke chhaaon main, na kisi police chowki ke gaaon main,
Na pakadne ke raaste bane hain iske vaaste,
Magar ye scam ajeeb hai, zameen ke kareeb hai,
Ye dollar-Rupee ka scam hamaari hasraton ka scam,
Ye tera scam…

Jo “1 lakh crore” nahin to kya ye rosihni hai hamare chhoti tijori ka,
Saare rishtedaaron ke khwaab khil gaye to fikr kya bahaar ki,
Hamaare ghar na aayegi kabhi khushi imaandaari ki,
Hamaari raahaton ka scam, hamaari chaahaton ka scam,
Ye tera scam…

Yahan mahak bewafaaon ki, bhrashtachaar ka rang hai,
Ye scam tumhara khwaab hai, ye scam meri ummang hai,
Na aarzoo pe qaid hai, na hausle pe jung hai,
Hamaare hauslon ka scam, hamaari himmaton ka scam,
Ye tera scam…

This Spoof by Sunil Rajguru

(Original song: Ye tera ghar, ye mera ghar.
Film: Saath Saath.
Year: 1982)

Bollywood Rs 100-crore club musings…

1975: Sholay creates Rs 15-crore club.
Nobody joins for close to 20 years.
2008: Ghajini creates Rs 100 crore club.
2013: Chennai Express 22nd member.

Bollywood movies with brains at the speed of the tortoise always win the final race at the speed of the hare.

Ab SRK Gurgaon Passenger bhi banayega to dedh sau crore pakka.

Spectacular special effects rule Hollywood movies.
Spectacular special defects rule Bollywood movies.

If Rohit Shetty made a documentary on the Khans, it would enter the Bollywood Rs 100 Crore Club.

These versions by Sunil Rajguru

Manmohan Singh and state of the nation musings 6…

C for Congress.
C for Corruption.
C for Communalism.
C for Crony Capitalism.
C for Chamchas.
C for Ctr-Alt-Del.
#2014Polls

What happened when Manmohan Singh called the Economy, Rupee, Petrol to a game of Ring a ring o roses?
What else?
Remember the end…
“We all fall down.”

Lagta hai 2014 main MMS, Chidu, Rupee sab ek saath retire ho jaayenge.

These versions by Sunil Rajguru