We shall overcome Monday

We finally have a Monday anthem…

Please sing to the tune of We Shall Overcome

We shall overcome,
We shall overcome,
We shall overcome Monday.

Oh, deep in my heart,
I do believe,
We shall overcome Monday.

We’ll have only the weekend,
We’ll have only the weekend,
We’ll have only the weekend one day.

We shall all be free from the working week,
We shall all be free from the working week,
We shall all be free from the working week one day.

We are not afraid,
We are not afraid,
We are not afraid of Monday.

We are not suffering alone,
We are not suffering alone,
We are not suffering alone every week day.

The whole wide world around,
The whole wide world around,
The whole wide world will overcome Monday.

We shall overcome,
We shall overcome,
We shall overcome Monday.

This Spoof by Sunil Rajguru

Gandhi Pariwar ka naam badnaam na karo…

Kapil Sibal is still adamant about policing the Net even though such news is in the background.

Please sing to the tune of Ram Ka Naam Badnam Na Karo from the film Hare Rama Hare Krishna

Dekho O deewano tum ye kaam na karo,
Gandhi Pariwar ka naam badnaam na karo,
Jai Sonia ji aur Jai Rahul ji.

Sonia ko samjho, Rahul ko jaano,
Cyber-neend se jaago O mastano,
Jeet lo 2014 chunav ko pakadkar danda,
2012 hi haara to kya, hum chalayenge wahi purana funda,
Jeevan ko faltu criticism ka tum ghulam na karo,
Gandhi Pariwar ka naam badnaam na karo,
Jai Sonia ji aur Jai Rahul ji.

Sonia ne hanskar sab sukh tyaage,
Tum sab dukh se dar ke bhage,
Rahul ne karm ki reet sikhayee,
Tum ne farz se aankh churayee,
O Gandhi duhaayee,
Gandhi Pariwar ka naam badnaam na karo,
Jai Sonia ji aur Jai Rahul ji.

(Original Song: Ram Ka Naam Badnam Na Karo.
Film: Hare Rama Hare Krishna.
Year: 1971.)

This Spoof By Sunil Rajguru

Ai dil hai mushkil vote karna yahaan

In India every political party is as bad as the other.

The theme song for voting in India…

Please read to the tune of Ai Dil Hai Mushkil Jeena Yahan from the Bollywood film C.I.D.

Ai dil hai mushkil vote karna yahaan,
Zara caste dekh ke, zara wave dekh ke,
Ye hai India meri jaan.

Kahin corruption, kahin criminals, kahin dynasty, kahin sleaze,
Milta hai yahaan sab tarah ka scam, ik milata nahin candidate clean,
Insaaf ka nahin, kahin naam-o-nishaan.

Kahin political satta, kahin outrageous fatta, kahin chori, kahin criminal case,
Kahin daaka, kahin phaanka, kahin thokar, kahin loss of face,
Bekaaro ke hain, kai kaam yahaan.

Criminal ko candidate pukka yahaan kehate hans hans,
Khud kaate gale sab ke, kahe is ko politics,
Ik cheez ke hain kai naam yahaan.

Bura India jo hai kehata, aisa bhola tu na ban,
Jo jaise vote karta, waise sarkar paata, ye jahaan ka hai chalan,
Tadabeer nahin mil ne ki yahaan,
Suno voter, suno candidate,
Ye hai India meri jaan…

(Original Song: Ai dil hai mushkil jeena yahaan.
Film: C.I.D.
Year: 1956)

This spoof by Sunil Rajguru

Woh maarega Mahashatak ek din…

Sachin Tendulkar will definitely score his 100th international 100 one day…

Please sing to the tune of Hum honge kamyab

Woh maarega Mahashatak,
Woh maarega Mahashatak,
Woh maarega Mahashatak ek din,
Ho ho ho mann main hai Vishwas,
Poora hai vishwas,
Woh maarega Mahashatak ek din.

Chup baithenge critics charo aur,
Chup baithenge critics charo aur,
Chup baithenge critics charo aur ek din,
Ho ho ho mann main hai Vishwas,
Poora hai vishwas,
Chup baithenge critics charo aur ek din.

Woh retire karega Mahashatak ke saath,
Mahashatak aur Sachin honge haathon main haath
Woh retire karega Mahashatak ke saath ek din,
Ho ho ho mann main hai vishwas,
Poora hai vishwas,
Woh retire karega Mahashatak ke saath ek din.

Nahi darr kisi nervous 90s ka aaj,
Nahi bhay kisi nervous 90s ka aaj,
Nahi darr kisi nervous 90s ka aaj ke din,
Ho ho ho mann main hai vishwas,
Poora hai vishwas,
Nahi darr kisi nervous 90s ka aaj ke din.

This Spoof by Sunil Rajguru

Chaanta maarte chalo, joota phekte chalo…

Nowadays everyone in India wants to slap or thrash someone and throw slippers and shoes at prominent people.

Here’s a theme song for the new violent India.

Please sing to the tune of the Bollywood song Pyaar baant te chalo

Ho chaanta maarte chalo, joota phekte chalo,
Hey chaanta maarte chalo, chappal phekte chalo,
Kya politician kya social activist, humri sab se hai ladai,
Ho chaanta maarte chalo, joota phekte chalo,
Hey chaanta maarte chalo, chappal phekte chalo.

Nafrat hai nayi Bharat ki kahani,
Ye buzurgon ka kehna kyun sune yaaron,
Ek hi chaanta ke kaabil hain sab,
Humko peet paat ke rehana hai yaaron,

Hai socho kal kya the, dekho ab kya ho,
Sabko le doobayenge… hai apni ye ladai,
Ho chaanta maarte chalo, joota phekte chalo,
Hey chaanta maarte chalo, chappal phekte chalo.
(La la la la la la la la la la la la la la…)

Sharad ye hai to Chiddu tum ho,
Ye hai Kejriwal to Kalmadi tum ho,
Naam kuch ho magar ye na bhoolo,
Sabse gussa ek jaisa ho.
Ho chaanta maarte chalo, joota phekte chalo,
Hey chaanta maarte chalo, chappal phekte chalo.

Ye Mumbai hai woh Delhi dekho,
Har jagah nafrat ki hai kahani,
Nafrat sadiyon se ab tak amar hai,
Aur har cheez hai aani jaani
Ho chaanta maarte chalo, joota phekte chalo,
Hey chaanta maarte chalo, chappal phekte chalo…

(Original song: Pyaar baant te chalo.
Film: Hum Sab Ustad Hain.
Year: 1965.)

This Spoof by Sunil Rajguru

Tweet Tweet na raha, censor censor ho gaya…

So Twitter has decided to block certain Tweets if required by law.

Many users are seething at this censorship.

Please sing to the tune of Dost dost na raha from Sangam

Tweet Tweet na raha, censor censor ho gaya,
Cyberspace hamain tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha….

Keemti Tweets mere apne dil ki, gaya tha jisko saunp kar,
Woh mere networking site tum hi the, tumhi to the,
Jo Internet ki raah me bane the mere hamsafar,
Woh mere networking site tum hi the, tumhi to the,
Saare bhed khul gaye, raazdaar na raha,
Cyberspace hamain tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha….
Tweet Tweet na raha…

(Original Song: Dost dost na raha.
Film: Sangam.
Year: 1964)

This spoof by Sunil Rajguru