Telangana musings…

In school: 22 states, 173 countries, 18 Jupiter satellites, 9 planets.
Now: 29 States, 206 countries, 120 Jupiter satellites, 8 planets.
Bechara ek Pluto hi underachiever nikla.

Q: What about Telangana-AP’s water division?
A: Don’t worry, voter division has been done.

Telangana decision explained…
United we stand (to lose Lok Sabha seats).
Divided we fall (so low and yet pick up the new State’s seats).

Instructions to Congress top brass…
Governance gaya tel lene, jab ghar aana, Telangana hi le ki hi aana, bhale hi saare India ke statehood demands pe bhi tel lagana.

The Congress is putting a huge amount of votes in the Votebank.
But it should note that like banks, even Votebanks can crash.

These versions by Sunil Rajguru

States bantate chalo…

borders-2099205_640Please sing to the tune of Pyar bantate chalo from the movie Hum Sab Ustad Hain

(Reference: Andhra Pradesh to be bifurcated.)

Ho States bantate chalo, States bantate chalo,
Hey States bantate chalo, States bantate chalo,
Kya South ke, kya North ke, ye sab hain ready for katai,
States bantate chalo, States bantate chalo,
Hey, States bantate chalo, States bantate chalo.

Kaatna hai Centre kee nishanee, yeh buzurgo kaa kehana hai yaaro,
Ek hi saaj ke tar hain sab, par hamko mil jul ke rahna nahin hai yaaro,
Kaatna hai Centre kee nishanee, yeh buzurgo kaa kehana hai yaaro,
Ek hee saaj ke taar hain sab, hamko aur taare jodte rahana hai yaaro,
Hey socho kal kitne kam States the, dekho ab kitne hai,
Sabko le doobegi ye kaantne ki ladai,
States bantate chalo, States bantate chalo,
Hey States bantate chalo, States bantate chalo.

Telangana ye hai to Seemandhra tum ho, ye hai Bihar to Jharkhand tum ho,
Naam kuchh ho magar ye naa bhulo, sab se pahale to political victim tum ho,
Telangana ye hai to Seemandhra tum ho, ye hai Bihar to Jharkhand tum ho,
Naam kuchh ho magar ye naa bhulo, sab se pahale to political victim tum ho,
Hey bache hue States, kal ke liye tayyaar raho,
Tum se aur regional leaders kya kya ummeede hain lagi,
States bantate chalo, States bantate chalo…

This spoof by Sunil Rajguru

(Original song: Pyar bantate chalo.
Film: Hum Sab Ustad Hain.
Year: 1965.)