The Indo-Pak peace theme song…

Please sing to the tune of Hum honge kamyaab

Honge kaamyaab, honge kaamyaab (Pre-Independence mistrust),
Hum honge kaamyaab ek din (Congress-Muslim League face-off),
Ho ho mann main hai vishwaas (Post-Partition violence),
Poora hai vishwaas (1947-48 Kashmir war),
Hum honge kaamyaab ek din (1965 Rann of Kutch invasion).

Hogi shanti chaaro aur (1965 Indo-Pak war),
Hogi shanti chaaro aur  (1971 Bangladesh war),
Hogi shanti chaaro aur ek din (Pokhran I),
Ho ho mann main hai vishwaas (Pak Kirana cold N-tests),
Poora hai vishwaas (Siachen Conflict),
Hogi shanti chaaro aur ek din (Operation Brasstacks).

Hum chalenge saath saath (1990s Kashmir militancy),
Daale haathon main haath (Pokharan II),
Hum chalenge saath saath ek din (Pak Chagai N-blasts),
Ho ho ho mann main hai vishwas (Kargil War),
Poora hai vishwaas (LeT JeM wagaira wagaira),
Hum chalenge saath saath ek din  (26/11).

Nahi darr kisi ka aaj (China-Pak bhai bhai),
Nahi bhaya kisi ka aaj (US-Pak mama bhatija),
Nahi darr kisi ka aaj ke din (Dozens of failed talks),
Ho ho mann main hai vishwaas (Hundreds of ceasefire violations),
Poora hai vishwaas (Thousands of dead lives),
Nahi darr kisi ka aaj ke din (A totally bankrupt leadership).

This Satire of the Original by Sunil Rajguru