Tere baap ka party hai kya?

Tere baap ka party hai kya?
Naveen: Errr, “Biju” Janata Dal. Isn’t it pretty obvious?

Tere baap ka party hai kya?
Omar: Actually mere dadaji ne ye party banaya tha.

Tere baap ka party hai kya?
Akhilesh: Ha, isi liye ye haal hai, koi sunta hi nahin mera!

Tere baap ka party hai kya?
Pappu: Nahin. Baap, maa, chachu, daadi, uske papa, uske papa ke papa…

Tere baap ka party hai kya?
Ajit: Arre! Mama-bhatija bhi kuch cheez hota hai bhai!

Tere baap ka party hai kya?
Derek O Brien: Mind your language! It’s just Didi Didi Didi!

Tere baap ka party hai kya?
Kumarswamy: Kya farak padta hai. Party hi bacha nahin hai!

Tere baap ka party hai kya?
Alagiri: Nahin, bhai ka ho raha hai.

Tere baap ka party hai kya?
Uddhav: Eh? Tu jaanta nahin mera baap kaun tha?

Tere baap ka party hai kya?
Chandrababu: Mere sasurji ek mahaan aadmi the.

© Sunil Rajguru

Leave a Reply