Na toone Osama dekha, na maine Osama dekha…

When the Pakistan President met the ISI chief after the Osama killing, this is what they sang to each other…

(Please sing to the tune of Dono jawani ki masti main choor from the film Coolie)

Dono anaadi ke masti main choor,
Tera kasoor na mera kasoor.

Na toone Osama dekha, na maine Osama dekha,
Par Osama pakda gaya ho Rabba Rabba,
Incident ho gaya, disagreement ho gaya,
Permanent ho gaya Rabba Rabba.

Hum do anaadi na dekhi Abbottobad ki haveli,
Na dekha uski parchai,
(Par ye samundar main dal di ye kiski body?)
Na toone choppers dekhe, na maine choppers dekhe
Par Osama pakda gaya…

Lagta hamari matthi maari gayi thi,
Par India ki bhi kuch galti thi,
Mausam ki bhi kuch neeyat kharab thi,
Na toone khatra dekha, na maine khatra dekha,
Par Osama pakda gaya…

Arre nuksaan saara to bharna padega O bharna padega,
Ab humko Amrika ke saamne jhukna hi padega.
Na toone khabar leak ki, na maine khabar leak ki,
Par Osama pakda gaya…

(Original Song: Dono jawani ki masti
Film: Coolie
Year: 1983)

This spoof by Sunil Rajguru

4 thoughts on “Na toone Osama dekha, na maine Osama dekha…

Leave a Reply