Woh kaam karte rahe, hum aaram karte rahe.
—Sri Sri Kejri Baba.
Woh kaam karte rahe, hum vyayaam karte rahe.
—Baba Ramdev.
Woh kaam karte rahe, hum farm karte rahe.
—HD Deve Gowda.
Woh kaam karte rahe, hum harm karte rahe.
—Mamata.
Woh araam karte rahe, hum uska daam bharte rahe.
—Congress on Pappu.
Woh kaam karte rahe, hum Ram Ram karte rahe.
—Alok Nath.
Hum aaram karte rahe, ab woh (Nitish) bhi aaram karte raha jaayenge.
—Lalu.
These versions by Sunil Rajguru